• А
  • Б
  • В
  • Г
  • Д
  • Е
  • Ж
  • З
  • И
  • К
  • Л
  • М
  • Н
  • О
  • П
  • Р
  • С
  • Т
  • У
  • Ф
  • Х
  • Ц
  • Ч
  • Ш
  • Э
  • Ю
  • Я
  • A
  • B
  • C
  • D
  • E
  • F
  • G
  • H
  • I
  • J
  • K
  • L
  • M
  • N
  • O
  • P
  • Q
  • R
  • S
  • T
  • U
  • V
  • W
  • X
  • Y
  • Z
  • #
  • Текст песни Adnan Sami - Teri Yaad

    Просмотров: 10
    0 чел. считают текст песни верным
    0 чел. считают текст песни неверным
    Тут находится текст песни Adnan Sami - Teri Yaad, а также перевод, видео и клип.

    jab chaandani badhkar raaton pe chhaati hai - 2
    teri yaad aise mein dil ko tadpaati hai
    tere yaad aati hai
    kisse woh bahaaron ke, bite nazaaron ke - 2
    phir aake sunaati hai, aur humko rulaati hai
    tere yaad aati hai

    itana toh bataayo kya yahi chaandani jaakar - 2
    koi khaab jagaati hai, tumko bhi sataati hai
    meri yaad aati hai
    jab chaandani badhkar raaton pe chhaati hai - 2
    teri yaad aise mein dil ko tadpaati hai
    tere yaad aati hai

    jab yaad meri tumko har waqt rulaaye toh
    har saans judaayi ki mushkil ho jaaye toh
    phir bhulake sab baate mere paas aa jaana
    aur todake sab naate mere paas aa jaana
    phir lautake mat jaana
    jab chaandani badhkar raaton pe chhaati hai - 2
    teri yaad aise mein dil ko tadpaati hai
    tere yaad aati hai
    kisse woh bahaaron ke, bite nazaaron ke - 2
    phir aake sunaati hai, aur humko rulaati hai
    tere yaad aati hai.......

    Опрос: Верный ли текст песни?
    ДаНет