• А
  • Б
  • В
  • Г
  • Д
  • Е
  • Ж
  • З
  • И
  • К
  • Л
  • М
  • Н
  • О
  • П
  • Р
  • С
  • Т
  • У
  • Ф
  • Х
  • Ц
  • Ч
  • Ш
  • Э
  • Ю
  • Я
  • A
  • B
  • C
  • D
  • E
  • F
  • G
  • H
  • I
  • J
  • K
  • L
  • M
  • N
  • O
  • P
  • Q
  • R
  • S
  • T
  • U
  • V
  • W
  • X
  • Y
  • Z
  • #
  • Текст песни Kaash - Aankhon mein

    Просмотров: 16
    0 чел. считают текст песни верным
    0 чел. считают текст песни неверным
    Тут находится текст песни Kaash - Aankhon mein, а также перевод, видео и клип.

    In aankhon mei kya likha hai
    In taaron mei kya chupa hai
    Bas tu hi mera khuda hai aaj
    In shaamon mei kaisa nasha hai
    Teri baaton mei shehed ghula hai
    Bas tu hi mera khuda hai aaj
    Aaj mere ghar mei har kahin pe har kahin pe tera nishaan hai
    aur mere kamre mei tera saman bikhra pada hai
    In ansoonon mein kya likha hai
    In taaron mei kya chupa hai
    Aur chuttne ko ab bacha hai kya
    Ye kaisi khalish kaisi wafa hai
    Kisi shayar ki tu itteja hai
    Itna bata de teri kya raza hai aaj

    Apne chehre se zulfein hata to tujhe dekhlun main ek dafa
    Aur kaampte hai kyu tere haath aaj
    Aur ye aasma mere gawah hai
    Ke maine bada chaha hai
    Par rokne se kisi ke koi kab ruka hai
    Jaise mere andar tu kahin pe tu kahin pe jee raha hai
    Chale jaane ke baad hi koi itna tumko yaad aata hai
    In aansoonon mei kya likha hai
    In taaron mei kya chupa hai
    Aur chuttne ko ab bacha kya hai kya
    Ye kaisi khalish kaisi wafa hai
    Kisi shayar ki tu itteja hai
    Itna bata de teri kya raza hai aaj
    Kisi kya hum bataye
    Khud ko kaise smjhaye
    Tere bin jo bitaye
    Wo raatein..

    Опрос: Верный ли текст песни?
    ДаНет