• А
  • Б
  • В
  • Г
  • Д
  • Е
  • Ж
  • З
  • И
  • К
  • Л
  • М
  • Н
  • О
  • П
  • Р
  • С
  • Т
  • У
  • Ф
  • Х
  • Ц
  • Ч
  • Ш
  • Э
  • Ю
  • Я
  • A
  • B
  • C
  • D
  • E
  • F
  • G
  • H
  • I
  • J
  • K
  • L
  • M
  • N
  • O
  • P
  • Q
  • R
  • S
  • T
  • U
  • V
  • W
  • X
  • Y
  • Z
  • #
  • Текст песни Sanam Puri - Duaa

    Просмотров:
    0 чел. считают текст песни верным
    0 чел. считают текст песни неверным
    Тут находится текст песни Sanam Puri - Duaa, а также перевод, видео и клип.

    Kise poochon
    Hai aisa kyun
    Bezuban sa Yeh jahaan hai

    Khushi ke pal
    Kahan dhoondo
    Be-nishan sa waqt bhi yahan hai

    Jaane kitne labon pe giley hain
    Zindagi se kayi faasle hain
    Paseejte hain sapne kyun aankhon mein
    Lakeerein jab chootein in haathon se
    Yoon bewajah

    Jo bheji thi dua
    Wo jaake aasman
    Se yoon takra gai
    Ke aagayi Hai laut ke sada

    Jo bheji thi dua
    Wo jaake aasman
    Se yoon takra gai
    Ke aagayi Hai laut ke sada

    Saanson ne kahan rukh mod liya
    Koi raah nazar mein na aaye
    Dhadkan ne kahan dil chod diya
    Kahan chode in jismon ne saaye
    Ye hi baar-baar sochtan hoon
    Tanha main yahan
    Mere saath-saath chal raha hai
    Yaadon ka dhuan

    Опрос: Верный ли текст песни?
    ДаНет